Sunday, October 21, 2007

"Emotional Shayari" by Simarjeet Singh

मुझसे मत पूछ की क्यों आँख झुका ली मैंने,
तेरी तस्वीर थी जो तुझसे छूपा ली मैंने,
जीस पे लीखा था की तू मेरे मुक़द्दर में नही,
अपने माथे की वह लकीर मीटा ली मैंने,
हर जनम सबको यहाँ पर सच्चा प्यार कहाँ मीलता है,
तेरी चाहत मे umar बीता ली मैंने,
मुझको जाने कहाँ एहसास मेरे ले जाएँ,
वक्त के हाथों से एक नज्म उठा ली मैंने,
घेरे रहती है मुझे एक अनोखी खुशबु,
तेरी यादों से हर एक सांस सजा ली मैंने,
जीसके शेरों को वह सुनके बहुत रोया था,
बस वोही एक ग़ज़ल सबसे छुपा ली मैंने!!!

simarjeet singh

10 comments:

Unknown said...

meri qabar par phool chadata hai koi. shayad abhi bhi mujhe chahata hai koi. meri taqdeer hi kharab thi.isliye meri qabar par rota hai koi. bachpan ke din qabar me yaad aate hai. jab do niwale khilane nahi aaya koi.
from praveen deshmukh

Unknown said...

mere jaane ke baad tum yaad karoge mujhe. tumhare ghar ke samane se mayyat jayegi meri tum mat rona dekh kar mujhe. wo din qabar me bhi yaad aaynge mujhe jab tumne kaha tha kya tum pasand karte ho mujhe.

Unknown said...

meri qabar par dastak de raha hai koi shayad mujhe abhi bhi yaad kar raha he koi. mere jaise aur bhi hai is duniya me jise dhunta he aur dil churakar bhula deta hai koi.

Unknown said...

me to mar kar bhi rahunga tumhari yaado me jinda gam to unka he jo mar gaye aur bhuladiye gaye hai.

Unknown said...

insano ke kandho par insan jaa raha hai,
kafan par lipte kuch arman jaaraha hai,
jisne paya bewafai mohabbat mein,
wafa ki talash mein shamshan jaa raha hai.

hyderabadpk said...

Agr Qismat Mein Sub Kuch Likh Diya Jata...

To
ALLAH
Dua Mangna Na Sikhata..

SMS
SMS

Unknown said...

Teri doli uthi,
Meri mayyat uthi,
Phool tujh par bhi barse,
Phool mujh par bhi barse,

Farq sirf itna sa tha,

Tu saj gayi,
Mujhe sajaya gaya ,
Tu bhi ghar ko chali,
Main bi ghar ko chala,

Farq sirf itna sa tha,

Tu uth ke gayi,
Mujhe uthaya gaya ,
Mehfil wahan bhi thi,
Log yahan bhi the,

Farq sirf itna sa tha,

Unka hasna wahan,
Inka rona yahan,
Qazi udhar bhi tha, Molvi idhar bhi tha,

Do bol tere pade, Do bol mere pade,
Tera nikah pada, Mera janaaza pada,

Farq sirf itna sa tha,

Tujhe apnaya gaya ,
Mujhe dafnaya gaya .

Ashish said...

Zindagi Har Roj Naye Rang Me Rang Jaati Hai,
Kabhi Dushman To Kabhi Dost Nazar Aati Hai.
Kabhi Chhaye, Kabhi Barse Ghata Be Mausam,
Kabhi Ek Boond Ko Bhi Rooh taras Jaati Hai.

Ashish said...
This comment has been removed by the author.
kunal verma said...

ittefaq se mulakat hui,
ittefaqan hi baat hui,
jab dil lagane ka socha tumne muh pher diya,
khud ko samjahya maine aye bande
khwaab tha wo beet gayi wo baat gayi.